Breaking News

How To Add Favicon On Wapkiz - Wapkuz | Apni Website Me Favicon Kese Lagay Or Favicon Kya Hai Full Explain | TGH

Hello Friends.

Aaj Ka Hamara Topic Ye Ha Ke Ham Apni Website Per Favicon Kese Lagay Or Favicon Kya Hoti Ha.


What Is Favicon...

Favicon Kya Ha Or Is Sy Kya Hota Hai. Tu Dosto Shoro Karty Hain Aaj Ka Topic.

Tu Sabse Phly Tu Me Apko Ye Dekha Deta Ho Ke Favicon Hota Kya Hai. Kafi Logo Favicon Ke Bare Me Nahi Janty Ye Website Me Use Hota Ha Or Favicon Ase Chiz Hai Bhot Log Is Ko Search Karty Hai Magar Bhot Se Logo Ko Is Ka Name Nahi Pata Hota. Tu Me Yaha Per Clear Kar Deta Ho Ke Favicon Kesy Kehty Hain.

Favicon Apki Website Ke Tab Ke Corner Per Ek Logo Hota Hai Jese Agar Ap Computer Me Youtube Open Karty Hain Tu Wahan Per Corner Per Youtube Ka Icon Hota Wo Favicon Hota Hai Jese.


Jesy Apko Is Image Me Nazar A Raha Hoga Ke Sab Tab Per Favicon Hai Or Mere Site Per Bhe Favicon Laga Hua Hai.

Favicon Bhot He Axha Design Hai Ap Apni Website Ke Favicon Me Koi Bhe Image Ya Logo Ya Phir Ap Apni Pic Bhe Laga Sakty Hain.

How To Add Favicon Your Website...

Tu Dosto Apko Pata Chal Gaya Hoga Ke Favicon Kya Ha Or Favicon Se Kya Hota Hai.

Agar Apki Koi Website Nahi Hai Or Ap Website Banana Chahty Hain Tu Is Link Per Click Karke Sekh Sakty Hain Website Banana..

Website Maker...

Or Agar Ap Video Dekh Kar Website Banana Sekhna Chahty Hain Tu Ap Ap Hamary Youtube Channel per Jaaky Dekh Sakty Hain. Or Subscribe Bhe Karna Hai Channel Ko.

Subscribe My Youtube Channel For More Videos..
Click Here...

Tu Dosto Agar Apne Site Banale Hai Tu Ham Shoro Karen.

Sabse Pahly Me Apko Ye Batado Ke Aaj Ham Music Ke Downloading Site Per Favicon Lagay Ge.

Tu Apko Apne Site Ke Panel Me Jana Hai Or Waha Per Meta Header Ka Option Hai Apko Waha Per Click Karna Hai.

Tu Dosto Ham Aaj Wapkuz Me Favicon Add Kare Ge.

Kyu Ke Hamara Wapkuz Ka Pert Chal Raha Hai Agar Ap Wapkiz Me Favicon Lagana Chahty Hain Tu Ap Wapkiz Me Is Tarha Se Laga Sakty Hain.



Tu Ap Yaha Per Dekh Sakty Hain Ke Yaha Per Wapkuz Ka Apna Favicon Laga Hua Hai Apko Os Favicon Ko Change Karna Hai Or Wapkiz Me Koi Favicon Nahi Hota Tu Apko Waha Per Ek Code Dalna Hai Wo Me Apko Bata Do Ga.

Tu Dosto Ab Panel Me Chaly Jaty Hain.


Tu Dosto Yaha Per Panel me Any Ke Bad Apko Waha Per Manage Ke Option Me Ek Meta Header Nazar A Raha Hoga.

Apko Meta Header Per Click Karna Hai.


Tu Yaha Per Mene Apna Favicon Ka Code Add Kar Dya Hai Ab Waha Per Hamy Logo Ya Image Jo Apko Lagani Hai Os Ke Link Add Karni Hai.

Agar Apne Photoshop Per Logo Design Kya Ha Tu Ab Ap Os Ke Link Kaha Se Le Ye Problem Ho Rahi Hogi Tu Apko Koi Tension Nahi Leni Hai Wo Bhe Me Apko Bata Doga..

Tu Me Yaha Per Link Add Kar Deta Hao Jaha Per # Symbol Laga Hai Waha Per Link Add Kar Deta Ho.

Tu Yaha Per Mene Code Add Kar Dya Hai Or Ab Mere Site Per Kuch Dheer Bad Favicon Show Ho Jayga Agar Ap Wapkiz Per Favicon Lagay Ge Tu Wapkiz Per Os He Waqt Show Ho Ho Jayga Wapkuz Me Thora Time Lagta Hai Show Hone Me.

Logo Link Create...

Tu Ab Ham Bat Karty Hain Ke Logo Ya Apki Jo Bhe Image Ho Os Ke Link Kaha Se Le.

Tu Apko Karna Kya Ha Apko Ek Website Ke Madad Se Logo Ka Ulr Banana Hai.

Tu Shoro Karty Hain. Sabse Pahly Apko Google Me Typ Karna imgbb.

Click Here.

Tu Apko Is Link Per Click Karna Hai Or Imgbb Per Account Banana Hai.


Yaha Per Corner Per Create Account Ka Option Nazar A Raha Hoga. Apko Click Karna Hai Create Account Per.

Create Account Per Click Karne Ke Wo Apse Apka Email User Name Passward Mange Ga Apko Form Ko Fill Karna Hai Or Create Kar Dena Hai Account. Os Ke Bad Apko Apna Account Sign In Karna Hai.

Sign In Karne Ke Bad Apko Apna Logo Ya Image Os Me Upload Karni Hai Me Kar Ke Dekha Deta Hon.


Yaha Per Corner Per User Name Ke Right Side Pe Upload Ka Option Hai Apko Waha Per Click Karna Hai Me Bhe Click Kar Deta Hoo.


Upload Per Click Karne Ke Bad Apko Ero Ke Nichan Per Click Karna Hai Yaha Per Click Karty He Apka Computer Disk Open Ho Jaygi Apko Wo Image Ya Logo Add Karna Hai Wo Select Karen.


Jese Mene Yaha Per Ek Image Upload Ke Hai Apke Bhe Ase He Screen Ayge Apko Yaha Per Green Color Me Upload Ka Buton Nazar A Raha Hoga Apko Upload Per Click Kar Dena Hai Click Karne Ke Bad Apka Logo Upload Ho Jayga..


Tu Phir Apke Samne Ek Ase Screen Ayge.


Tu Apko Yaha Per Viewer Link Nazar A oga Apko Waha Click Karna Hai Or Os Ko Direct Link Kar Dena Hai Direct Link Apki Image Ki Hogi Me Kar Ke Dehka Deta Hoo..


Tu Yaha Per Image Ke Link A Gai Ap Image Me Dekh Sakty Hai Or Agar Apko Post Pasand Ay Tw.
Please Is Link Per Click Karke Youtube Channel Ko Subscribe Kar Le..

Click Here...

Thanks For Visit My Website...

No comments